SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiflo"
Ghazal MATCHES FOR "tiflo"
Ghazal
dil is kuu.n de chukaa diivaangii na chho.Duu.ngaa
ai tiflo pathro.n se maaro ha.nso hu.aa so hu.aa
Wali Uzlat
Ghazal
sab baraabar hai.n javaan-o-tifl-o-piir
laa-ubaalii hai magar sarkaar-e-marg
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
KHaak-baazi-e-ummiid kaar-KHaana-e-tiflii
yaas ko do-aalam se lab-ba-KHanda vaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Rehman Faris
Ghazal
shor-e-tiflaa.n bhii nahii.n hai na raqiibo.n kaa hujuum
lauT aa.o ye ko.ii aur galii lagtii hai
Saleem Ahmed
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
phir tifl-e-dil hai daulat-e-duniyaa pe girya-baar
aur mere paas ko.ii khilaunaa nahii.n hai aaj
Farhat Ehsas
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ik na.ii dhuup me.n phir apnaa safar jaarii hai
vo ghanaa saaya faqat tifl-e-tasallii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
tumhaaraa sar nahii.n tiflaan-e-rah-guzar ke liye
dayaar-e-sa.ng me.n ghar se nikal ke jaa.o mat
Obaidullah Aleem
Ghazal
hai sang par baraat-e-ma.aash-e-junuun-e-ishq
yaa'nii hunuuz minnat-e-tiflaa.n uThaa.iye