SEARCH RESULTS
Showing search results for "tulaa"
Ghazal MATCHES FOR "tulaa"
Ghazal
ik aisaa vasf chaahiye jo sirf mujh me.n ho
aur us me.n phir mujhe yad-e-tuulaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
kyo.n zabt kii buniyaad hilaane pe tulaa hai
mai.n phe.nk na duu.n hijr tujhe aag lagaa ke
Komal Joya
Ghazal
tuu agar chho.D ke jaane pe tulaa hai to jaa
jaan bhii jism se jaatii hai to kab puuchhtii hai
Azm Shakri
Ghazal
vo ek la.Dkii jo mar rahii hai hayaa ke maare
vo ek la.Dkaa jo dekhne par tulaa hu.aa hai
Naeem Sarmad
Ghazal
tulaa hai sach kalaamii par vafaa dil
ki shaano.n par ye sar bhaarii bahut hai
Amatul Hai Wafa
Ghazal
baKHshne vaalaa jab miraa afv pe hai tulaa hu.aa
mujh saa gunaahgaar phir jurm se baaz aa.e kyo.n
Amjad hyderabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ham-palla hu.e us se na chhoTe na ba.De phuul
aa.nkho.n me.n tulaa yaar taraazuu me.n pa.De phuul
Imdad Ali Bahr
Ghazal
zamaana is pe tulaa hai KHirad kii baat rahe
hame.n ye zid hai ki uu.nchaa junuu.n kaa naam kare.n
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
ik buud ko phir hast banaane pe tulaa hai
hairat se ham is dil kii sanak dekh rahe hai.n
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Nazir Siddiqi
Ghazal
nahii.n ruktaa hai roke se ba.Daa maa'suum dil hai
use apnaa banaane par tulaa hii jaa rahaa hai