SEARCH RESULTS
Showing search results for "vash"
Ghazal MATCHES FOR "vash"
Ghazal
zikr us parii-vash kaa aur phir bayaa.n apnaa
ban gayaa raqiib aaKHir thaa jo raaz-daa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ho chaman ke phuulo.n kaa yaa kisii parii-vash kaa
husn ke sa.nvarne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dam-e-aKHiir tasavvur hai kis parii-vash kaa
ki merii ruuh bhii ban kar parii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye Gol-vash hai.n in ko samajh tuu na rahnumaa
saa.e se bach ke ahl-e-fareb-o-daGal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik zohara-vash hai aa.nkh ke pardo.n me.n jalvagar
nazro.n me.n aasmaa.n na samaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
daava-e-tasKHiir par ye us parii-vash ne kahaa
aap kaa dil kyaa hu.aa mohr-e-sulemaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
ab tak bhii hai nazar taraf-e-baam-e-maah-vash
mai.n garche aaftaab-e-lab-e-baam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
aataa hai jii me.n saaqi-e-mah-vash pe baar baar
lab chuum luu.n tiraa lab-e-paimaana chho.D kar
Jaleel Manikpuri
Ghazal
thii vasl me.n bhii fikr-e-judaa.ii tamaam shab
vo aa.e to bhii nii.nd na aa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aatii nahii.n balaa-e-shab-e-Gam nigaah me.n
kis mehr-vash kaa jalva nazar me.n samaa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se