SEARCH RESULTS
Showing search results for "virsa-e-ahl-e-junuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "virsa-e-ahl-e-junuu.n"
Ghazal
'azmat-e-ahl-e-junuu.n paas-e-vafaa rakkhaa hai
chaak-e-daaman ko rafuugar se bachaa rakkhaa hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
ahl-e-junuu.n kaa jab bhii chaman me.n guzar hu.aa
arbaab-e-fikr ke liye ik dard-e-sar hu.aa
Jamil Nazar
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
ye jagah ahl-e-junuu.n ab nahii.n rahne vaalii
fursat-e-ishq mayassar kahaa.n pahle vaalii
Shahryar
Ghazal
basaa.e jaate hai.n ahl-e-junuu.n se viiraane
rumuuz-e-mamlikat-e-husn ko.ii kyaa jaane
Agha Naginwi
Ghazal
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
raftagaa.n kaa bhii KHayaal ai ahl-e-aalam kiijiye
aalam-e-arvaah se sohbat ko.ii dam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
ahl-e-junuu.n the fasl-e-bahaaraa.n ke sar ga.e
ham log KHvaahisho.n kii haraarat se mar ga.e
Abbas Rizvi
Ghazal
Maikash Akbarabadi
Ghazal
ahl-e-junuu.n saa kaam kisii ne nahii.n kiyaa
sahraa.o.n me.n qayaam kisii ne nahii.n kiyaa
Irfan Anjum
Ghazal
gadaa dast-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
ham apnaa hii dam aur qadam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
zavaal-e-Gairat-e-ahl-e-sharaf pe kyaa kahiye
chalii hai rasm ki fir.aun ko KHudaa kahiye
Sada Ambalvi
Ghazal
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
duur kuchh ahl-e-junuu.n kii be-qaraarii kiijiye
ho sake to un kii tho.Dii Gam-gusaarii kiijiye
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
vaise to kam hii miyaa.n ahl-e-junuu.n rote hai.n
dekhne vaale samajhte hai.n ki KHuu.n rote hai.n
Jahanzeb Sahir
Ghazal
palaT ke jaanib-e-ahl-o-ayaal dekhtaa huu.n
kabhii jab apne lahuu me.n ubaal dekhtaa huu.n