SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarb"
Ghazal MATCHES FOR "zarb"
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
koh-shigaaf terii zarb tujh se kushaad-e-sharq-o-Garb
teG-e-hilaal kii tarah aish-e-niyaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
vaqt kii zarb se kaT jaate hai.n sab ke siine
chaa.nd kaa chhalkaa utar jaa.e to qaashe.n nikle.n
Gulzar
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ek zarb aur bhii ai zindagii-e-tesha-ba-dast
saa.ns lene kii sakat ab bhii mirii jaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
vahii charaaG bujhaa jis kii lau qayaamat thii
usii pe zarb pa.Dii jo shajar puraanaa thaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
cha.Dhtii hai jab faqr kii saan pe teG-e-KHudii
ek sipaahii kii zarb kartii hai kaar-e-sipaah
Allama Iqbal
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
nigaah-e-shauq ne mujh ko ye raaz samjhaayaa
hayaa bhii dil kii nazaakat pe zarb-e-kaarii hai
Shabnam Rumani
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
saa.nso.n kii zarb se na kaTegaa hamaaraa habs
ham ko to ek puuraa havaa-KHaana chaahiye