SEARCH RESULTS
Showing search results for "zii-ruuh"
Ghazal MATCHES FOR "zii-ruuh"
Ghazal
yuu.n to bahut hai.n duniyaa me.n zii-ruuh hastiyaa.n
bas aadmii vahii hai ki jo Gam-shanaas hai
Shevan Bijnauri
Ghazal
zii-ruuh mujh ko tuu ne kiyaa musht-e-KHaak se
banda rahuu.ngaa mai.n tire is iltifaat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kyaa kare taariif us kii vo bhii banda-e-KHudaa
jis pe ye zii-ruuh kyaa aalam sabhii naazaa.n hu.aa
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
bolne lag jaa.e ik zii-ruuh kii maanind sang
qudrat-e-haq se bahut kuchh qudrat-e-aazar me.n hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
sariir-e-KHaama se tashriih-e-sirr-e-zii hogii
fazaa-e-sher me.n iqliim-e-aagahii hogii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
kab sabaa suu-e-asiiraan-e-qafas aatii hai
kab ye un tak KHabar-e-aamad-e-gul laatii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n ye nahii.n kahtii ki mujhe yaad kiyaa kar
chup-chaap barastii hu.ii baarish ko sunaa kar
Jina Quraishi
Ghazal
phir hu.aa vaqt ki ho baal-kushaa mauj-e-sharaab
de bat-e-mai ko dil-o-dast-e-shanaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
ze-ruu-e-fiqh jo sab se ziyaada hai ma.atuub
hamaarii us se bhii hai saaz-baaz kyaa kiije
Akhtar Saeed
Ghazal
hu.aa hai yuu.n bhii ki jhuk jhuk ke ja.D mohabbat kii
rafiiqo.n ne za-rah-e-iltifaat kaaTii hai
Talha Rizvi Barq
Ghazal
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
sar-e-niyaaz jhukaa hai ze-raah-e-zauq-e-sujuud
tire karam kii qasam ko.ii mudda.aa to nahii.n
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
maayuus bhii to karte nahii.n tum za-raah-e-naaz
ta.ng aa ga.e hai.n kashmakash-e-imtihaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
jii chalaa tan se mire jald ze-raah-e-ashfaaq
ghar se do chaar qadam aise me.n chal kar aanaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
hamaare hisse kii mai kaam aa.e pyaaso.n ke
ze-raah-e-KHair gunaah-e-shikast-e-jaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye ra.ng-o-nik.hat-o-tarkiib-o-lafz KHiira-sarii
ze-raah-e-diida ba-dil-mauj-e-KHuu.n-ravaa.n bhii ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
bach ke vo nikalte hai.n jin se ruu-shanaasii hai
zindagii hamaarii to ab ajal-numaa sii hai