SEARCH RESULTS
Showing search results for "zohra-jabiin"
Ghazal MATCHES FOR "zohra-jabiin"
Ghazal
tum Gairat-e-naahiid ho tum zohra-jabii.n ho
tum ko nahii.n ma.aluum ki tum kitne hasii.n ho
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
Rauf Yasin Jalali
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
vo zohra-jabii.n mehrbaa.n hove 'hasrat'
kahaa.n hai ye apnaa sitaaraa zamii.n par
Hasrat Azimabadi
Ghazal
us ek zohra-jabii.n ke tufail jaarii hai
tamaam zohra-jabiino.n kii justujuu mujh me.n
Anwar Shuoor
Ghazal
ye kahkashaa.n vo zohra-jabii.n aur aasmaa.n
mahsuus kar rahaa huu.n mai.n sab ko kashaa.n-kashaa.n
Syed Parvez
Ghazal
dikhaave aur ko.ii apnaa yaar zohra-jabii.n
jo aasmaa.n nahii.n us rashk-e-maah kii taKHsiis
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
pahluu me.n hai ik zohra-jabii.n haath me.n saaGar
is vaqt na duniyaa hai na uqbaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
hairaan dar-ba-dar pa.De phirte hai.n raat din
KHurshiid o maah zohra-jabii.n tere vaaste
Aish Dehlvi
Ghazal
hone ko to duniyaa me.n hai.n kitne hii hasii.n aur
lekin nahii.n tum jaisaa ko.ii zohra-jabii.n aur
Azeez Moradabadi
Ghazal
in makaano.n me.n makaa.n hai vo jo kone vaalaa
ek rahtii thii vahaa.n zohra-jabii.n bastii me.n
Zahoor Chohan
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ye baar baar hai kyaa zikr zaal-e-duniyaa kaa
kisii hasii.n kisii zohra-jabii.n kii baat karo
Talib Dehlavi
Ghazal
Masoom Ansari
Ghazal
gul-badan zohra-jabii.n tuu hii bataa de mujh ko
is mohabbat se taraashaa hai ye paikar kis ne