SEARCH RESULTS
Showing search results for "'tufail'"
Nazm MATCHES FOR "'tufail'"
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin ke lahuu ke tufail aaj bhii hai.n undulusii
KHush-dil o garam-iKHtilaat saada o raushan-jabii.n
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
izzat sab us ke dil kii ga.nvaatii hai muflisii
kaisaa hii aadmii ho par iflaas ke tufail
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazr-e-collage
ma.asuumiyo.n ke jurm me.n badnaam bhii hu.e
tere tufail morid-e-ilzaam bhii hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
apnii yak-tarfa siyaasat ke taqaazo.n ke tufail
ek baar aur tujhe nauha-kunaa.n chho.D ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
shua-e-farda
aur jamhuur ke bedaar ta.aavun ke tufail
KHatm ho jaa.egii insaa.n ke lahuu kii taqtiir
Sahir Ludhianvi
Nazm
mohabbat ka faqir
rah rahaa huu.n mai.n ka.ii sadiyo.n se
aane vaale ke muqaddar ke tufail
Adeel Zaidi
Nazm
shaer-e-darmanda
aafiyat-koshii-e-aabaa ke tufail
mai.n huu.n darmaa.nda-o-be-chaara adiib
Noon Meem Rashid
Nazm
wo harf-e-tanha
magar abhii tak hai.n dil tavaanaa
aur apnii zuulida-kaariyo.n ke tufail daanaa
Noon Meem Rashid
Nazm
mahatma-gandhi
ye desh kaa thaa ektaa-vaadii leader
qurbaanii-o-iisaar ke jazbe ke tufail
Charkh Chinioti
Nazm
waqt ki qadr
aur kamzorii me.n varzish ke tufail
KHuub moTaa ho badan suukhaa hu.aa
Faiz Ludhianvi
Nazm
madari zaban
bachpan me.n jis ne miiThii lorii sunaa.ii ham ko
jis ke tufail jhuule me.n nii.nd aa.ii ham ko
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
ai ruKH-e-yar idhar dekh zara
apne gul-rang se jalvo.n ke tufail
mujh ko vo kaif vo ra.anaa.ii de
Salman Basit
Nazm
pap-biti
dekh lenaa ek din ki chamcha-giirii ke tufail
vo aka.Dtaa phir rahaa hai ban ke vice-chancellor
Asrar jamayee
Nazm
tufan mel
chalo khelte ham chale.n rail rail
'atiiq' ho.nge guard aur engine 'tufail'