SEARCH RESULTS
Showing search results for ",NHAC"
Nazm MATCHES FOR ",nHac"
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
tum naahaq Tuk.De chun chun kar
daaman me.n chhupaa.e baiThe ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Diary
''vo naak kii nath na bechnaa tum
vo jhuuTaa motii hai, tum se sachchaa kahaa thaa mai.n ne,
Gulzar
Nazm
roTiyan
jitne maze hai.n sab ye dikhaatii hai.n roTiyaa.n
roTii se jis kaa naak talak peT hai bharaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mujassama
jaane kis daur-e-alam-naak se le kar ab tak
tuu ka.De vaqt ke zindaano.n me.n KHvaabiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
har ek chiiz kii vo KHvaab-naak asliyyat
mire shu.uur kii chilman se jhaa.nktaa thaa ko.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
ko.ii pukaartii hai kaisaa mujhe bhigoyaa
naahaq qaraar kar ke jhuuTaa mujhe bhigoyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
panw se lahu ko dho Dalo
vo kahte the kyuu.n qaht-e-vafaa
kaa naahaq charchaa karte ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat march: taswir ka dusra ruKH
mujhe tum se naahaq la.Daayaa gayaa hai
mai.n aadam kaa beTaa huu.n aur jaantaa huu.n
Rehman Faris
Nazm
ye sarae hai
ham se puuchho to na aa.egaa vo jaane vaalaa
tum to naahaq ko bhaTakne kaa bahaanaa Dhuu.nDo
Ibn۔e۔Insha
Nazm
tasawwuf
ham tasavvuf ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alam-naak ke parvaarda hai.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
ek mahina nazmon ka
phir aataa hai ek mahiina nazmo.n kaa
naak kaan ko bedhne vaalii
Irshad Kamil
Nazm
zalzala
merii aaGosh me.n sab ahl-e-sitam aa jaate
mere bartaav se bas naak me.n dam aa jaate
Shakeel Badayuni
Nazm
numaish-e-aligarh
numaa.ish me.n terii nazaakat hai pinhaa.n
nigaaho.n ko naahaq tirii justujuu hai