SEARCH RESULTS
Showing search results for ",TUrN"
Nazm MATCHES FOR ",Turn"
Nazm
shikwa
naGme betaab hai.n taaro.n se nikalne ke liye
tuur muztar hai usii aag me.n jalne ke liye
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
dil-e-tuur-e-siinaa-o-faaraan do-niim
tajallii kaa phir muntazir hai kaliim
Allama Iqbal
Nazm
taswir-e-dard
mohabbat ke sharar se dil saraapaa nuur hotaa hai
zaraa se biij se paidaa riyaaz-e-tuur hotaa hai
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
hazaaro.n jugnu.o.n se koh-e-tuur bantaa thaa
hazaaro.n vaadii-e-aiman thii.n jis kii shaaKHo.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq hame.n le chal ik nuur kii vaadii me.n
ik KHvaab kii duniyaa me.n ik tuur kii vaadii me.n
Akhtar Shirani
Nazm
roTiyan
phir puuchhaa us ne kahiye ye hai dil kaa tuur kyaa
is ke mushaahide me.n hai khultaa zuhuur kyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai jaan-e-dard-mandii o iimaan-e-aarzuu
ai sham-e-tuur o yuusuf-e-kan.aan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
himala
ek jalva thaa kaliim-e-tuur-e-siinaa ke liye
tuu tajallii hai saraapaa chashm-e-biinaa ke liye
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
is pe turra ye hai ki ahl-e-hunar
duur samjhe hu.e hai.n apnaa ghar
Altaf Hussain Hali
Nazm
rishwat
ik diyaa jo bechtaa hai maa.ngtaa hai sham-e-tuur
ik zaraa se sa.ng-reze kii hai qiimat koh-e-nuur
Josh Malihabadi
Nazm
raat aur rail
ik pahaa.Dii par dikhaatii aabshaaro.n kii jhalak
ik bayaabaa.n me.n charaaG-e-tuur dikhlaatii hu.ii