SEARCH RESULTS
Showing search results for ",ahba"
Nazm MATCHES FOR ",ahba"
Nazm
jawab-e-shikwa
the to aabaa vo tumhaare hii magar tum kyaa ho
haath par haath dhare muntazir-e-fardaa ho
Allama Iqbal
Nazm
chakle
yahaa.n piir bhii aa chuke hai.n javaa.n bhii
tanau-mand beTe bhii abbaa miyaa.n bhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
26 january
jo apne saath saath chale ku-e-daar tak
vo dost vo rafiiq vo ahbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
ahbaab kanaar-e-dariyaa par
vo pe.D ghanere ab bhii hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
online aashiq
ye mobile kisii aashiq ne banaayaa hogaa
us ko mahbuub ke abbaa ne sataayaa hogaa
Khalid Irfan
Nazm
zohd aur rindi
is shahr me.n jo baat ho u.D jaatii hai sab me.n
mai.n ne bhii sunii apne ahibbaa kii zabaanii
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
bad-zauq hai ahbaab se go 'zauq' hai.n ranjuur
urdu-e-mu.allaa ke na maatam se rahe.n duur
Rais Amrohvi
Nazm
kar gae kuch kahan
dost-ahbaab tire naam ke Takraa.e.nge jaam
Gair-aGyaar chukaa.e.nge raqaabat ke hisaab
Ahmad Faraz
Nazm
yaad-e-aligarh
kabhii bazm-e-ahbaab me.n sho.ala-afshaa.n
kabhii union me.n the shamshiir-e-burraa.n
Aabidullah Ghazi
Nazm
madam
mere ahbaab ne tahziib na siikhii hogii
mere maahaul me.n insaan na rahte ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
himala
ai himaala daastaa.n us vaqt kii ko.ii sunaa
maskan-e-aabaa-e-insaa.n jab banaa daaman tiraa
Allama Iqbal
Nazm
teri yaad
mai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e pahuu.nchaa
apne ahbaab tire Gam ke parastaaro.n me.n
Waseem Barelvi
Nazm
aaKHiri lamha
dil kii haalat hu.ii jaatii hai ajiib aa jaa.o
na aizza na ahibbaa na KHudaa hai na rasuul
Jan Nisar Akhtar
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
beTaa kahtaa thaa ki kal shaitaan roza rakkhegaa
baap bolaa teraa abbaa jaan roza rakkhegaa
Dilawar Figar
Nazm
KHud-agahi
ammaa.n aaTaa guu.ndh rahii thii.n
abbaa chaarpaa.ii par baiThe uu.ngh rahe the