SEARCH RESULTS
Showing search results for ",c8de"
Nazm MATCHES FOR ",c8de"
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
sarisht-e-ishq ne uftaadgii nahii.n paa.ii
tuu qadd-e-sarv na biinii o saaya-paimaa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
tum ne saahil pe kha.De girje kii diivaar se lag kar
apnii gahnaatii hu.ii kokh ko mahsuus kiyaa hai?
Gulzar
Nazm
muflisi
dariyaa me.n un ke murde bahaatii hai muflisii
biibii kii nath na la.Dko.n ke haatho.n ka.De rahe
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
ro kar kahaa KHamosh kha.De kyuu.n ho merii jaa.n
mai.n jaantii huu.n jis liye aa.e ho tum yahaa.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mujassama
jaane kis daur-e-alam-naak se le kar ab tak
tuu ka.De vaqt ke zindaano.n me.n KHvaabiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aavaaza charKH par hai jo is dard-ma.nd kaa
goyaa vo aks hai tire qadd-e-buland kaa