SEARCH RESULTS
Showing search results for "آشنائی"
Nazm MATCHES FOR "آشنائی"
Nazm
tariq ki dua
ajab chiiz hai lazzat-e-aashnaa.ii
shahaadat hai matluub-o-maqsuud-e-momin
Allama Iqbal
Nazm
hijr ki rakh aur visal ke phul
tark-e-ulfat ke dasht se chun kar
aashnaa.ii ke maah o saal ke phuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kitaben
kitaabo.n se hai jis kii aashnaa.ii
ba.Dii daulat jahaa.n me.n us ne paa.ii
Zafar Kamali
Nazm
sada-e-dard
بدلے يک رنگي کے يہ نا آشنائي ہے غضب
ايک ہي خرمن کے دانوں ميں جدائي ہے غضب
Allama Iqbal
Nazm
musafir-e-shab
hai tanhaa.ii se rasm-e-aashnaa.ii
KHayaal-e-maa-sivaa se be-niyaazii
Raabia Pinhan
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
zamii.n na.ii thii, falak naa-shanaas thaa jab ham
tirii galii se nikal kar suu-e-zamaana chale
Mustafa Zaidi
Nazm
insan ki fariyaad
paayaa na mai.n ne ab tak maqsad kaa apne saahil
kii bahr-e-ma.arfat me.n din raat aashnaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
9
dekhaa kuchh is tarah se ki pahchaantaa nahii.n
kuchh ham se aashnaa.ii hai ye maantaa nahii.n
Zeeshan Sahil
Nazm
patal zamin aasman
ki mai.n apne saa.e kii dahliiz par
lazzat-e-aashnaa.ii me.n khoyaa hu.aa ajnabii huu.n
Ahmad Zafar
Nazm
inkar ki sarhad par
har ik shai mujhe apne bhedo.n se asraar se
aashnaa kar rahii hai
Tabassum Kashmiri
Nazm
pachhtawa
har ek chehre pe aavezaa.n aa.nkh hai lekin
kisii nazar me.n ko.ii rang-e-aashnaa.ii nahii.n
Shaista Sahar
Nazm
ek manzar aasman jaisa
inkaar se naa-aashnaa
mai.n ne paa.nv par safar baa.ndh liyaa