SEARCH RESULTS
Showing search results for "اجداد"
Nazm MATCHES FOR "اجداد"
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand roz aur meri jaan
aur kuchh der sitam sah le.n ta.Dap le.n ro le.n
apne ajdaad kii miiraas hai maazuur hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
maut aur ziist kii rozaana saf-aaraa.ii me.n
ham pe kyaa guzregii ajdaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tarbiyat se terii me.n anjum kaa ham-qismat hu.aa
ghar mire ajdaad kaa sarmaaya-e-izzat hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ye siyah jho.npa.Daa me.n jis me.n pa.Daa sochtaa huu.n
mere aflaas ke rau.nde hu.e ajdaad kii
Noon Meem Rashid
Nazm
jawab-e-shikwa
the jo ajdaad tumhaare na thaa un kaa ye shi.aar
tum ho biivii se pareshaan vo biivii pe nisaar
Nashtar Amrohvi
Nazm
jagir
ye lahakte hu.e paude ye damakte hu.e khet
pahle ajdaad kii jaagiir the ab mere hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
shahzade
zehn me.n azmat-e-ajdaad ke qisse le kar
apne taariik gharo.ndo.n ke KHalaa me.n kho jaa.o
Sahir Ludhianvi
Nazm
aap-biti
mere ajdaad kii miiraas ye viiraan saa ghar
jis ko ghere hu.e har samt tabaahii ke bha.nvar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
muflis
izzat-e-ajdaad ke sar par damaa-dam Thokare.n
rishta-e-aavaaz par lafzo.n kii paiham Thokare.n
Josh Malihabadi
Nazm
nam o nasab
ai miraa naam o nasab puuchhne vaale sun le
mere ajdaad kii qabro.n ke puraane katbe
Ali Akbar Natiq
Nazm
dehli
makaa.n ko KHud hii makiino.n ne kar diyaa barbaad
miTaa dii apne hii haatho.n se satvat-e-ajdaad