SEARCH RESULTS
Showing search results for "اختلاف"
Nazm MATCHES FOR "اختلاف"
Nazm
tarana-e-qaumi
iKHtilaaf-e-diin-o-millat ke ye jhag.De ho.n tamaam
jo musiibat ban ga.e hai.n aaj bahr-e-KHaas-o-aam
Safeer Kakorvi
Nazm
malka-e-tarannum nur-e-jahan ki nazr
agle jahaa.n se mujh ko yahii iKHtilaaf hai
ye suurate.n ye giit sadaa.e.n kahaa.n vahaa.n
Habib Jalib
Nazm
tawaif
teraa dil hai za.ng-aaluuda magar chehra hai saaf
tere zaahir aur baatin me.n hai kitnaa iKHtilaaf
Mahirul Qadri
Nazm
aap ek ishtial-angez shair hain
qaa.ed-e-hazb-e-iKHtilaaf kii tarah
aap ko hamaarii har policy se iKHtilaaf hai
Zeeshan Sahil
Nazm
iKHtilaf
zamii.n pe aasmaa.n nahii.n ye zulm kaa Gilaaf hai
hame.n ye zulm me.n aTii fazaa se iKHtilaaf hai
Ashraf Rafi
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mata-e-ghair
kabhii apnii sii kabhii Gair nazar aa.ii hai
kabhii iKHlaas kii muurat kabhii harjaa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin ke lahuu ke tufail aaj bhii hai.n undulusii
KHush-dil o garam-iKHtilaat saada o raushan-jabii.n
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
jaane kab tak tirii tasviir nigaaho.n me.n rahii
ho ga.ii raat tire aks ko takte takte
Parveen Shakir
Nazm
aaKHiri mulaqat
is husn-e-iKHtiyaar pe aa.nkhe.n jhukaa to le.n
barsaa labo.n se phuul tirii umar ho daraaz
Akhtarul Iman
Nazm
buDDhe baloch ki nasihat beTe ko
اخلاص عمل مانگ نيا گان کہن سے
'شاہاں چہ عجب گر بنوازند گدا را!'