SEARCH RESULTS
Showing search results for "اختیار"
Nazm MATCHES FOR "اختیار"
Nazm
aaKHiri mulaqat
is husn-e-iKHtiyaar pe aa.nkhe.n jhukaa to le.n
barsaa labo.n se phuul tirii umar ho daraaz
Akhtarul Iman
Nazm
parchhaiyan
ye be-qaraar ye be-iKHtiyaar josh-e-numuud
ki jaise nuur kaa favvaara ho shafaq-aaluud
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat aur rail
siina-e-kohsaar par cha.Dhtii hu.ii be-iKHtiyaar
ek naagan jis tarah mastii me.n lahraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
yahii junuu.n kaa yahii tauq-o-daar kaa mausam
yahii hai jabr yahii iKHtiyaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
imtihan mein kaamyabi
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
jinhe.n thaa apnii liyaaqat pe e'tibaar bahut
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
mukafat
kisii pe ruuh numaayaa.n na ho sakii merii
rahaa hai apnii uma.ngo.n pe iKHtiyaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
sarod-e-shabana
ai ki tuu jalva-gar bahaar me.n hai
zindagii tere iKHtiyaar me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tez chalo
KHirad kii sust-ravii se kise milii manzil
junuu.n hii ab to karo iKHtiyaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
mere pas kya kuchh nahin
mere paas kyaa kuchh nahii.n hai
vaqt aur tum par iKHtiyaar ke sivaa?
Abrar Ahmad
Nazm
aurat
ain-fitrat ke mutaabiq shakl kii ik iKHtiyaar
aa.ii a.azaa me.n gudaazii aur garmii jism me.n
Shaad Aarfi
Nazm
wapsi ka safar
tumhaare pyaar ke badle jo pyaar tum ko diyaa
merii vafaa.o.n ne jo iKHtiyaar tum ko diyaa
Ameeta Parsuram Meeta
Nazm
holi
hai dhuum-dhaam pe be-iKHtiyaar holii me.n
gharo.n se saa.nvarii aur goriyaa.n nikal chaliyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kaif se KHumar tak
aur phir hayaa zindagii kii maar
ma.arifat kaa bojh jabr-o-iKHtiyaar
Mahboob Khizan
Nazm
bachchon ki sarkar
agar hame.n bhii mile iKHtiyaar ai logo
to ham dikhaa.e.n tumhe.n kaam-kaaj chhoTo.n kaa