SEARCH RESULTS
Showing search results for "استقلال"
Nazm MATCHES FOR "استقلال"
Nazm
kisan
KHuun jis kaa dau.Dtaa hai nabz-e-istiqlaal me.n
loch bhar detaa hai jo shahzaadiyo.n kii chaal me.n
Josh Malihabadi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
fikr rahtii thii mujhe jis kii vo mahfil hai yahii
sabr-o-istiqlaal kii khetii kaa haasil hai yahii
Allama Iqbal
Nazm
zakir-husain
ahl-e-islaam se lenaa hai ibaadat kaa jalaal
aur issaa.iyo.n se sabr lagan aur istiqlaal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
kachhwa aur KHargosh
yuu.nhii chaltaa rahaa ba-istiqlaal
na kiyaa kuchh idhar udhar kaa KHayaal
Ismail Merathi
Nazm
aurat
haadii-e-raah-e-tariiqat murshid-e-raushan-zamiir
aasmaan-e-azm-o-istiqlaal ke mehr-e-muniir
Shatir Hakeemi
Nazm
jashn-e-azadi
ye amiin-e-dostaa.n thaa dushmano.n se be-niyaaz
azm-o-istiqlaal kaa le kar nishaa.n ba.Dhtaa gayaa
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
mir-e-karwan
tere istiqlaal par saaraa zamaana dang thaa
jang-e-aazaadii ke la.Dne kaa niraalaa Dhang thaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
mir-e-karwan
tere istiqlaal par saaraa zamaana dang thaa
jang-e-aazaadii ke la.Dne kaa niraalaa Dhang thaa
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
sarhad-e-hindostan
azm-o-istiqlaal ke jauhar dikhaanaa hai.n tumhe.n
ahd-e-maazii kii zaraa dohraa do phir se daastaa.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
aazadi ke baad
'azm-o-istiqlaal se badle.nge taqdiir-e-hayaat
koshish-e-paiham se ho saktii hai taa'miir-e-hayaat
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
aaj-kal
mere jabr-o-qahr kii hamd-o-sanaa ke baa'd ab
apne istiqlaal ke gun gaa rahaa huu.n aaj-kal
Masoom Sharqi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
khol aa.nkh zamii.n dekh falak dekh fazaa dekh!
mashriq se ubharte hu.e suuraj ko zaraa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
jhuTi mohabbat
kahii.n se tum ho adhuure kahii.n se KHaalii mai.n
tum apne taur mujhe istimaal karte ho
Shakeel Azmi
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
jiine kaa haq saamraaj ne chhiin liyaa
uTTho marne kaa haq istimaal karo