SEARCH RESULTS
Showing search results for "انعام"
Nazm MATCHES FOR "انعام"
Nazm
hubb-e-watan
ye bhii tum par KHudaa kaa thaa in.aam
ki pa.Daa tum ko aisii qaum se kaam
Altaf Hussain Hali
Nazm
mehnat karo
mehnat karo in.aam lo in.aam par ikraam lo
jo chaahoge mil jaa.egaa mehnat karo mehnat karo
Mohammad Husain Azad
Nazm
aurat
hai shakl me.n beTii kii bahaar-e-sahr-o-shaam
qudrat kaa atiya hai ye qudrat kaa hai in.aam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
pyar ka jashn
lab shiirii.n pe mirii tishna-labii kaa in.aam
jaane in.aam milegaa ki churaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
KHatun-e-mashriq
aurato.n kaa kaarvaa.n par kaarvaa.n aane lagaa
phir fazaa me.n parcham-e-in.aam lahraane lagaa
Josh Malihabadi
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
ehsaas-e-hukuumat ke iz.haar kaa kyaa kahnaa!
in.aam hai maz.hab kaa jo haath me.n ko.Daa hai
Zehra Nigaah
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
leadero.n se ho.nge va.ade KHil.at-o-in.aam ke
qillat o kasrat kaa ha.ngaama uThaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
darbar1911
daavate.n in.aam speache.n qavaa.id fauj camp
izzate.n KHushiyaa.n ummiide.n ehtiyaate.n e'tibaar
Akbar Allahabadi
Nazm
manazir-e-sahar
aaqaa kaa Gulaamo.n se ye hai qurb kaa ha.ngaam
dil hote hai.n sarshaar fanaa hote hai.n aalaam
Josh Malihabadi
Nazm
fikr
ba-ii.n in.aam-e-vafaa uf ye taqaaza-e-hayaat
zindagii vaqf-e-Gam-e-KHaak-nashiina.n kar de
Asrarul Haq Majaz
Nazm
man
mire uruuj kaa vo silsila in.aam-o-sazaa
mire zavaal me.n har zinda inqalaab me.n maa.n
Azra Parveen
Nazm
aansu
apne daamaan o garebaa.n ko mai.n kyuu.n pesh karuu.n
hai.n mire ishq kaa in.aam tumhaare aa.nsuu