SEARCH RESULTS
Showing search results for "بخار"
Nazm MATCHES FOR "بخار"
Nazm
kaniz
huzuur aap kii nazar me.n nii.nd kaa KHumaar hai
huzuur shaayad aaj dushmano.n ko kuchh buKHaar hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ki shan
mai.n ho gayaa jo shifaayaab vo Thikaane lagaa
buKHaar merii jagah doctor ko aane lagaa
Khalid Irfan
Nazm
ilm ki zarurat
buKHaar o barq kaa jarraar lashkar hai ab aamaada
ugalvaa le zamiin o aasmaa.n kii daulate.n saarii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
bahut se bachchon ka ghar
abbaa to chale ga.e hai.n daftar
ammii ko buKHaar aa rahaa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
bagula
chilchilaatii dhuup me.n maidaan ko cha.Dhtaa buKHaar
aah ke maanind uThtaa halkaa halkaa saa Gubaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek nazm
tarah tarah ke aarize dimaaG kaa buKHaar
iKHtilaal aur havaas ke shu.uur kaa malaal
Anees Nagi
Nazm
aa jao
aa jaa.o ThanDaa paanii sharbat ban kar bilak rahaa hai
jism buKHaar se piilaa phuul banaa hai
Abdur Rasheed
Nazm
maraatib-e-wajud bhi ajib hain
clock kaa talaa.ii aks bhii dahal gayaa
badan jo thaa buKHaar ke hisaar me.n pighal gayaa
Rafiq Sandelvi
Nazm
mera kaghaz kai janmon se safed hai
buKHaar kii hiddat me.n bahte vajuud par
ik vajd taarii ho gayaa
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
kaDi dhup se pahaDon tak
raasto.n pe Dagar pe kheto.n pe
chhaa gayaa hai buKHaar kaa Galba
Paigham Aafaqi
Nazm
chashm-e-tar
chhalak uTThaa hai paimaana nazar kaa
buKHaar-e-dil kii aashufta-sarii hai