SEARCH RESULTS
Showing search results for "بستیاں"
Nazm MATCHES FOR "بستیاں"
Nazm
teri yaad
bastiyaa.n chho.D ke tarse hu.e viiraano.n me.n
talKHii-e--dahr sameTe hu.e mai-KHaano.n me.n
Waseem Barelvi
Nazm
shahr-nama
mirii bastiyaa.n thii.n dhu.aa.n-dhu.aa.n
mire ghar me.n aag bharii rahii
Ahmad Faraz
Nazm
kohre ka khet
kohre me.n thaa Dhake hu.e baaGo.n kaa ye samaa.n
jis tarah zer-e-aab jhalaktii ho.n bastiyaa.n
Kaifi Azmi
Nazm
aadmi
kulbulaatii bastiyaa.n mushkil se do-chaar aadmii
kitnaa kamyaab aadmii hai kitnaa bisyaar aadmii
Syed Zameer Jafri
Nazm
ye bastiyan viran nahin
nahii.n ye bastiyaa.n viiraa.n nahii.n
ab bhii yahaa.n kuchh log rahte hai.n
Ada Jafarey
Nazm
barkha-rut
badliyaa.n hai.n yaa kisii ke bhuule-bisre KHvaab hai.n
be-KHud o betaab hai.n!
Akhtar Shirani
Nazm
ek aur mashwara
bastiyaa.n ho.n kaisii bhii pastiyaa.n ho.n jaisii bhii
har tarah kii zulmat ko raushnii kahaa jaa.e
Amjad Islam Amjad
Nazm
dawat-e-fikr
zauq-e-ta.amiir kyuu.n nahii.n miTtaa
kyuu.n uja.Dtii hai.n bastiyaa.n socho
Shakeb Jalali
Nazm
waba ke dinon mein
zinda laasho.n ke galne-sa.Dne se ta.affun phail rahaa hai
KHvaab bastiyaa.n uja.D rahii hai.n
Unknown
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
ye us aadam-e-nau kaa ma.aavaa nahii.n
na.ii bastiyaa.n aur na.e shahryaar
Noon Meem Rashid
Nazm
sabza-e-begana
vo gird-o-pesh jahaa.n se kabhii vo guzraa thaa
KHaraabe bastiyaa.n ja.ngal, ujaa.D raah-guzaar
Akhtarul Iman
Nazm
teri duniya ke naqshe mein
aur duur tak phaile bayaabaa.n hai.n
kahii.n par bastiyaa.n hai.n
Abrar Ahmad
Nazm
maut ki KHushbu
dushman jahaazo.n kii sargoshiyaa.n hai.n
sitaaro.n kii jaltii hu.ii bastiyaa.n hai.n
Saqi Faruqi
Nazm
jang
kyaa hame.n apne makaano.n me.n na rahne degii
bastiyaa.n duur KHalaa.o.n me.n basaane kii lagan