SEARCH RESULTS
Showing search results for "بشر"
Nazm MATCHES FOR "بشر"
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
guzarte vaqt kii har mauj Thahar jaa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
safar ke waqt
mire safar ke vo lamhe tumhaarii pur-haalii
vo baat baat mujhe baar baar samjhaanaa
Jaun Eliya
Nazm
26 january
jamhuuriyat-navaaz bashar-dost amn-KHvaah
KHud ko jo KHud diye the vo alqaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn jo mohtaaj-e-vasf-o-naam nahii.n
vo hasan jis kaa tasavvur bashar kaa kaam nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramaen ka ek sin
tan me.n lahuu kaa naam nahii zard rang hai
goyaa bashar nahii ko.ii tasviir-e-sa.ng hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
baap kii hai du.aa ye bahr-e-pisar
qaum kii mai.n banaa.uu.n us ko sipar
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
bashar kii zaat ki mahr-e-uluuhiyat ba-jabii.n
abad ke dil me.n ja.De.n maartaa hu.aa sabza
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
kise bataa.e.n
zamiir-o-zarf-e-bashar pe mauquuf hai.n masaa.il
Tariq Qamar
Nazm
lab pe pabandi to hai
lab pe paabandii to hai ehsaas par pahraa to hai
phir bhii ahl-e-dil ko ahvaal-e-bashar kahnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
bangal
KHamosh ho.nTo.n se dam to.Dtii nigaaho.n se
bashar bashar ke KHilaaf ehtijaaj karte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
phir ek manzil-e-KHuu.nbaar kii taraf hai.n ravaa.n
vo rahnumaa jo ka.ii baar raah bhuule hai.n