SEARCH RESULTS
Showing search results for "بھیانک"
Nazm MATCHES FOR "بھیانک"
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaare saath kaa mausam ba.Daa hasiin rahaa
tumhaare baad kaa mausam ba.Daa bhayaanak hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
aaKHiri lamha
har shar ke baavajuud ye duniyaa hasiin hai
dariyaa kii tund baa.Dh bhayaanak sahii magar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHud-agahi
chaaquu se ek ek rag-o-reshe ko kaaTuu.n
aur bhayaanak sachchaa.ii kaa dariyaa phuuTe
Farhat Ehsas
Nazm
munajat-e-bewa
din hai bhayaanak aur raat Daraanii
yuu.n guzrii saarii ye javaanii
Altaf Hussain Hali
Nazm
sher aur KHargosh
magar sher samjhaa vahii duusraa sher hai
dikhaa.e jo us ne bhayaanak se daa.nt
Gulzar
Nazm
talash
vo bhayaanak aa.ndhiyaa.n, vo abtarii, vo KHalfashaar
kaarvaa.n be-raah ho niklaa, musaafir kho ga.e
Kaifi Azmi
Nazm
aap-biti
mere ha.nste hu.e chehre pe udaasii chhaa.ii
jaise ik raat bhayaanak mire sar par aa.ii
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
zaifa
piichhe piichhe aa rahaa hai kaun ye kyaa baat hai
baj rahe hai.n kaan uff kaisii bhayaanak raat hai
Josh Malihabadi
Nazm
duniya ko kahan tak jaana hai
phir KHvaabo.n se chau.nkaatii hai
ye khel bhayaanak raato.n kaa
Farhat Ehsas
Nazm
kash
mai.n aagahii ke is bhayaanak daur se guzar rahii huu.n
jahaa.n tamaam lafz khokhle