SEARCH RESULTS
Showing search results for "توپ"
Nazm MATCHES FOR "توپ"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
top talvaar na ye teG-o-tabar rakhtii hai
bint-e-havvaa kii tarah tiir-e-nazar rakhtii hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
raat aur rail
zad me.n ko.ii chiiz aa jaa.e to us ko piis kar
irtiqaa-e-zindagii ke raaz batlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fana
ruuhe.n hai.n KHuub jaan me.n ruuho.n ke hai.n maze
par jism se to ab yahii saabit hu.aa mujhe
Nazeer Akbarabadi
Nazm
subh ki aamad
jo tote ne baaGo.n me.n Te.n Te.n machaa.ii
to bulbul bhii gulshan me.n hai chahchahaaii
Ismail Merathi
Nazm
mahatma-gandhi
to us kii aql-e-rasaa kaam vaqt par aa.ii
mariiz-e-mulk hai mamnuun-e-chaara-farmaa.ii
Bismil Allahabadi
Nazm
hamara jhanDa
jaante hai.n ek lashkar aa.egaa
top dikhlaa kar hame.n dhamkaa.egaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kachhwa aur KHargosh
ye tan-o-tosh aur ye raftaar
aisii raftaar par KHudaa kii maar
Ismail Merathi
Nazm
bagula
Dhaalnaa chaahe zamii.n jis tarah ko.ii aasmaa.n
jaise chakkar khaa ke nikle top ke mu.nh se dhu.aa.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
jang
nikle dahaan-e-top se barbaadiyo.n ke raag
baaG-e-jahaa.n me.n phail ga.ii dozaKHo.n kii aag
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
muqabla
Thahruu.n to mere paa.nv phisal rahe hai.n
mai.n duusrii samt mu.nh agar kar ke bhaag nikluu.n