SEARCH RESULTS
Showing search results for "جیا"
Nazm MATCHES FOR "جیا"
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nilo
tujh ko inkaar kii jur.at jo hu.ii to kyuu.nkar
saaya-e-shaah me.n is tarah jiyaa jaataa hai
Habib Jalib
Nazm
guru-nanak dev ji
diye jalaa diye taariik rahguzar ke liye
jiyaa bashar ke liye jaan dii bashar ke liye
Darshan Singh
Nazm
mira-ji
ik na.ii chhab se jiyaa vo ik ajab Dhab se jiyaa
aa.nkh uThaa kar jis ne dekhaa dekhtaa hii rah gayaa
Habib Jalib
Nazm
silsile sawalon ke
hazaaro.n sadiyo.n ke darmiyaa.n ko.ii aisaa lamha
jo tum ne is ke liye jiyaa ho
Kahkashan Tabassum
Nazm
ashk mere apne
KHaalii ho jaa.egii har vo jagah
jo mere ashko.n se bharii hai abhii
Darshika wasani
Nazm
etiraf
varna kyaa kyaa nahii.n kiyaa mai.n ne
tujh ko har saa.ns me.n jiyaa mai.n ne
Khursheed Akbar
Nazm
main, ek aur main
mai.n to sar-sabz-o-shaadaab barso.n jiyaa lahlahaayaa isii KHaak par
jism apnaa thaa mai.n
Balraj Komal
Nazm
zindagi chehra mangti hai
aur mai.n apnaa chehra Dhuu.nD rahii huu.n
aaKHir be-chehra ho kar kaise jiyaa jaa saktaa hai?''