SEARCH RESULTS
Showing search results for "خلل"
Nazm MATCHES FOR "خلل"
Nazm
hubb-e-watan
kuchh dino.n aish me.n KHalal Daalo
peT me.n jo hai sab ugal Daalo
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
''KHalal-paziir bu.ad har binaa ki mai-biinii
ba-juz binaa-e-mohabbat ki KHaalii az-KHalal-ast''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan hai aa ja
ai umiid-e-dil-e-naa-kaam kahaa.n hai aa jaa
terii furqat KHalal-andaaz-e-sukuun-e-paiham
Shakeel Badayuni
Nazm
prometheus
mai.n aap ko na dikhaa.uu.ngaa apne zaKHmii KHvaab
KHalal ho aap ke aaraam me.n KHudaa na kare
Waheed Akhtar
Nazm
hum ko dekhe jo aankh wala ho
sar-ba-sar aql kaa KHalal hai.n ham
haa.n miyaa.n intellectual hai.n ham
Mohammad Yusuf Papa
Nazm
tanhai ke fan mein kaamyab
jaan buujh kar
merii tanhaa.ii me.n KHalal Daalne ke liye
Tanveer Anjum
Nazm
kitab ka kiDa
badlii hu.ii duniyaa me.n taGayyur kaa amal hai
tuu kirm-e-kitaabii nahii.n ik kirm-e-KHalal hai
Aziz Hamid Madni
Nazm
katba(4)
kyuu.n kisii ko kisii se KHalal ho?
kyuu.n kisii ko naam se ek dahshat ho?
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
intellectual
mai.n ne kahaa ki zehn abhii tak Gulaam hai.n
jaataa nahii.n dimaaG se taqliid kaa KHalal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
azmat-e-adam
tum to KHush-baKHt ho aayaa nahii.n yuu.n taish hame.n
ye to manzuur thaa KHalal-e-aish hame.n
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
fawwara
kaash lete tujh se ye insaan bhii dars-e-amal
phir dimaaGo.n me.n na rahtaa is qadar un ke KHalal
Saqib Kanpuri
Nazm
KHidmat-e-adab
har tiin chaar maah ke vaqfe pe be-KHalal
apne programme pe karte hai.n ham amal