SEARCH RESULTS
Showing search results for "درمان"
Nazm MATCHES FOR "درمان"
Nazm
kya karun
jis chiiz par madaar thaa darmaan-e-ziist kaa
vo shai phir aaj dard kaa unvaa.n hai kyaa karuu.n
Josh Malihabadi
Nazm
aaKHiri shab
puuchhe.n in chaaragaro.n se vo bitaa.e kyo.n kar
apne har dard ke darmaan kii ye aaKHirii shab
Naim Siddiqi
Nazm
etiraf
dard jab dard na ho kaavish-e-darmaa.n maaluum
KHaak the diida-e-bebaak me.n garduu.n ke nujuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naya shiwala
duniyaa ke tiiratho.n se uu.nchaa ho apnaa tiirath
daamaan-e-aasmaa.n se is kaa kalas milaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
shama aur shair
وسعت گردوں ميں تھي ان کي تڑپ نظارہ سوز
بجلياں آسودہء دامان خرمن ہوگئيں
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
us kaa karam shariik agar hai to Gam nahii
daamaan-e-dasht daaman-e-maadar se kam nahii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mohabbat ki ek nazm
ye kitaab o KHvaab ke darmiyaan jo manzile.n hai.n mai.n chaahtaa thaa
tumhaare saath basar karuu.n
Iftikhar Arif
Nazm
lucknow
firdaus-e-husn-o-ishq hai daamaan-e-lucknow
aa.nkho.n me.n bas rahe hai.n Gazaalaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
tum mirii dil-lagii ke saamaa.n the
tum mire dard-e-dil ke darmaa.n the
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
pindaar ke taajiro bataa.o
darbaan kaa dar qalam kii qiimat
Ahmad Faraz
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
jigar-dariida huu.n chaak-e-jigar kii baat suno
alam-rasiida huu.n daamaan-e-tar kii baat suno