SEARCH RESULTS
Showing search results for "دست_بدست"
Nazm MATCHES FOR "دست_بدست"
Nazm
shikast
faqiih-e-shahr bhii rahbaaniyat pe hai majbuur
ki maa'rke hai.n sharii'at ke jang dast-ba-dast
Allama Iqbal
Nazm
akeli raat
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
kisii ke dast-e-inaayat ne kunj-e-zindaa.n me.n
kiyaa hai aaj ajab dil-navaaz band-o-bast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab bazm-e-suKHan sohbat-e-lab-soKHtagaa.n hai
ab halqa-e-mai taa.efaa-e-be-talabaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
chaa.ndnii raat hai javaanii par
dast-e-garduu.n me.n saaGar-e-mahtaab
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
zamin ka qarz
zamii.n kaa qarz hai ham sab ke dosh-o-gardan par
ajiib qarz hai ye qarz-e-be-talab kii tarah
Shaz Tamkanat
Nazm
mustaqbil
aane vaalaa hai bahut jald ek aisaa ahd bhii
dahr ke haalaat-e-maujuud fanaa ho jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zamin ka ye TukDa
zamii.n kaa ye Tuk.Daa
mire ba.Dhte qadmo.n ko chaaro.n dishaa.o.n se apnii taraf khii.nchtaa hai
Makhmoor Saeedi
Nazm
tohfa-e-darwesh
bahr-e-Gam me.n hai saKHt tuGyaanii
sar se uupar guzar gayaa paanii