SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرشار"
Nazm MATCHES FOR "سرشار"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
nanak
barhaman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
taaqat hai dil me.n nargis-e-biimaar se tirii
kyaa kyaa milaa hai 'josh' ko sarkaar se tirii
Josh Malihabadi
Nazm
chand taron ka ban
tishnagii me.n bhii sarshaar the
pyaasii aa.nkho.n ke KHaalii kaTore liye
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
naya husn
kitnii ra.ngii.n hai fazaa kitnii hasii.n hai duniyaa
kitnaa sarshaar hai zauq-e-chaman-aaraa.ii aaj
Kaifi Azmi
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
lab saakit o saamit hai.n nazar bol rahii hai
sarshaar nigaaho.n me.n hayaa jhuum rahii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naTak
aur phuulo.n ke haatho.n me.n daf hogaa
titlii ma.asuumaana hairat se sarshaar
Parveen Shakir
Nazm
nanak
barahman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
shaeri pura mard aur puri aurat mangti hai
kab tum vasl ke nashshe se sarshaar hu.e ho
tum ko kyaa ma.aluum
Hasan Abbas Raza
Nazm
manazir-e-sahar
aaqaa kaa Gulaamo.n se ye hai qurb kaa ha.ngaam
dil hote hai.n sarshaar fanaa hote hai.n aalaam
Josh Malihabadi
Nazm
aahang-e-nau
KHuun piite hu.e sarshaar chale aate hai.n
tum jo uTh jaa.o to be-kaar chale aate hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dard-e-dil
mai.n ne jo Gaib kii sarkaar se maa.ngaa vo milaa
jo aqiida thaa mire dil kaa hilaa.e na hilaa