SEARCH RESULTS
Showing search results for "شباب"
Nazm MATCHES FOR "شباب"
Nazm
masjid-e-qurtuba
saada o pur-soz hai duKHtar-e-dahqaa.n kaa giit
kashtii-e-dil ke liye sail hai ahd-e-shabaab
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
vufuur-e-dard se siimaab hoke rah jaa.e
tiraa shabaab faqat KHvaab ho ke rah jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bahut dinon ki baat hai
shabaab par bahaar thii
fazaa bhii KHush-gavaar thii
Salam Machhli shahri
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ramaen ka ek sin
soz-e-daruu.n se qalb o jigar ho ga.e kabaab
piirii miTii kisii kii kisii kaa miTaa shabaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
bachaa ke rakkhii thii mai.n ne amaanat-e-tiflii
ise na chhiin sakii mujh se dast-burd-e-shabaab
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taj-mahal
ye dha.Daktaa hu.aa gumbad me.n dil-e-shaahjahaa.n
ye dar-o-baam pe ha.nstaa hu.aa malika kaa shabaab
Kaifi Azmi
Nazm
sham-e-ayaadat
ye kaun muskuraahaTo.n kaa kaarvaa.n liye hu.e
shabaab-e-sher-o-ra.ng-o-nuur kaa dhu.aa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
saneha
kyaa vo junuun-o-jazba-e-bedaar mar gayaa
kyaa vo shabaab-e-hashr-badaamaa.n chalaa gayaa