SEARCH RESULTS
Showing search results for "صفا"
Nazm MATCHES FOR "صفا"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham ahl-e-safaa marduud-e-haram
masnad pe biThaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
shahr-e-jaanaa.n me.n ab baa-safaa kaun hai
dast-e-qaatil ke shaayaa.n rahaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tin aawazen
sarv-qad miTTii ke bauno.n ke qadam chuume.nge
farsh par aaj dar-e-sidq-o-safaa band hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
talaash-e-husn me.n sher-o-adab me.n dostii me.n
ru.ndhii sadaa se mohabbat kii bhiik maa.ngii hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
daf.atan guu.njii sadaa phir aalam-e-anvaar me.n
aurte.n duniyaa kii haazir ho.n mire darbaar me.n
Josh Malihabadi
Nazm
madh
kuchh na.ng nahii.n ranj-e-asiirii ki puraanaa
mardaan-e-safaa-kesh se hai rishtaa-e-zanjiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
major-ishaq ki yaad mein
ye ahd ki taa-umr ravaa.n saath rahoge
raste me.n bichha.D jaa.e.nge jab ahl-e-safaa aur
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
phir duhal karne lage tashhiir-e-iKHlaas-o-vafaa
kushta-e-sidq-o-safaa kaa dil jalaane ke liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
diwali
tanviir-e-aaftaab kaa partav hai aaj raat
vo raam jo ki kaamil-e-sidq-o-safaa rahaa
Arsh Malsiyani
Nazm
yar aghyar ho gae hain
ab ko.ii nadiim-e-baa-safaa nahii.n hai
sab ri.nd sharaab-KHvaar ho ga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard-e-dil
aur ho.nge jinhe.n rahtaa hai muqaddar se gilaa
aur ho.nge jinhe.n miltaa nahii.n mehnat kaa silaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
gandhi-jayanti
aah ki tuu ne zabt ke dars ko bhii bhulaa diyaa
aah ki tuu ne qalb se naam-e-safaa miTaa diyaa
Arsh Malsiyani
Nazm
padmani
aah o partav-e-anvaar-e-safaa kii devii
o ziyaarat-kada-e-sharm-o-hayaa kii devii
Suroor Jahanabadi
Nazm
ganga
o naaz-aafrii.n o sidq-o-safaa kii devii
o iffat-e-mujassam parbat kii rahne vaalii