SEARCH RESULTS
Showing search results for "صوت"
Nazm MATCHES FOR "صوت"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
azal se hai ye kashmakash me.n asiir
hu.ii KHaak-e-aadam me.n suurat-paziir
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ra.ng ho yaa KHisht o sang cha.ng ho yaa harf o saut
mojaza-e-fan kii hai KHuun-e-jigar se numuud
Allama Iqbal
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
jis se miltii hai nazar bosa-e-lab kii suurat
itnaa raushan ki sar-e-mauja-e-zar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
jaaduu hai terii saut kaa gul par hazaar par
jaise nasiim-e-sub.h kii rau juu-e-baar par
Josh Malihabadi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
balaa se ham ne na dekhaa to aur dekhe.nge
faroG-e-gulshan o saut-e-hazaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
israfil ki maut
saut-e-insaanii kii ruuh-e-jaavedaa.n
aasmaano.n kii nidaa-e-be-karaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
inqalab
tere hii naGme se kaif-o-imbisaat-e-zindagii
terii saut-e-sarmadii baaG-e-tasavvuf kii bahaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek falsafa zada sayyad-zade ke nam
افکار کے نغمہ ہائے بے صوت
ہيں ذوق عمل کے واسطے موت
Allama Iqbal
Nazm
naqqad
''ek saut-e-KHasta-o-mauhuum saaz-e-zauq kii''
''murta.ish sii ek aavaaz'' intihaa-e-shauq kii
Josh Malihabadi
Nazm
be-nawa hain ki tujhe saut-o-nawa bhi di hai
be-navaa hai.n ki tujhe saut-o-navaa bhii dii hai
jis ne dil to.D diye us ko du.aa bhii dii hai
Ada Jafarey
Nazm
nae aadmi ki talash mein:
silsila harf-o-naGma kaa, saut-o-sadaa kaa milaate rahe
aur phir yaas-o-ummiid ke darmiyaa.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
aasman zard tha
ko.ii aavaaz na aatii thii ba-juz saut-e-muhiib
ko.ii naGma na thaa chiilo.n ke tarannum ke sivaa
Mustafa Zaidi
Nazm
murda-KHana
sukuun-e-lafz-o-bayaan o sukuut-e-saut ke baad
ba.Dii bisaa.nd hai ThiThurii hu.ii havaa.o.n me.n