SEARCH RESULTS
Showing search results for "قائل"
Nazm MATCHES FOR "قائل"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tiisraa mushiir
mai.n to is kii aaqibat-biinii kaa kuchh qaa.il nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
yaksui
mai.n tasavvuf ke maraahil kaa nahii.n huu.n qaa.il
merii tasviir pe tum phuul cha.Daatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
mohabbat
dard me.n rakkhe.n har dam
dekh mai.n chaahat-o-ulfat kaa to qaa.il magar
Nadeem Gullani
Nazm
padmani
terii taqdiis kaa qaa.el hai zamaana ab tak
terii iffat kaa zabaa.n par hai fasaana ab tak
Suroor Jahanabadi
Nazm
shauq-e-gurezan
dair o ka.aba kaa mai.n nahii.n qaa.el
dair o ka.aba ko aastaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
na qael hote hain na zail
magar ye chup kha.De hai.n
na qaa.el hote hai.n
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
ghar ki raunaq
ham apne ahl siyaasat ke dil se qaa.el hai.n
ki haq me.n qaum ke vo maadar-e-masaa.il hai.n
Raza Naqvi Vahi
Nazm
na-umidi kufr hai
kufr se bachte bhii aur kufr hii karte ho tum
tum to maazii haal o mustaqbil ke bhii qaa.il nahii.n
Anjum Azmi
Nazm
ibn-e-qabil ki dua
hai.n aur bhii to karo.Do.n zii-ruuh
hai.n sab ke sab jo mutii.a-o-qaa.el
Abu Bakr Abbad
Nazm
ghaalib
tum ye kahte ho ki qaa.il nahii.n aslaaf kaa mai.n
sach hai ye daur bhii aslaaf parastii kaa nahii.n