SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناوک"
Nazm MATCHES FOR "ناوک"
Nazm
do ishq
chho.Daa nahii.n Gairo.n ne ko.ii naavak-e-dushnaam
chhuuTii nahii.n apno.n se ko.ii tarz-e-malaamat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lucknow
tole hu.e hai teG-o-sinaa.n husn-e-be-naqaab
naavak-fagan hai jalva-e-pinhaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dagh
ہوبہو کھينچے گا ليکن عشق کي تصوير کون ؟
اٹھ گيا ناوک فگن، مارے گا دل پر تير کون ؟
Allama Iqbal
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
chale hai.n naavak-e-bedaad phir kalejo.n par
ki aaj uTh ga.e afsos naujavaa.n rahbar
Aaftab Rais Panipati
Nazm
bujhi hui jawaniyan
na zauq-e-teG-e-naaz hai na shauq-e-naavak-e-nazar
na naala-e-hazii.n-rasaa na aah-e-sard me.n asar
Qaisar Amravatwi
Nazm
pahla patthar
naavak andaazo.n ke andaaz me.n Gam aa pahu.nche
KHair-maqdam ko safiiraan-e-sitam aa pahu.nche
Musavvir Sabzwari
Nazm
yas o umid
kitne hii naavak-e-bedaad kaa naKHchiir huu.n mai.n
shaukat-e-rafta kii taKH.iil bhii ab mushkil hai
Urooj Qadri
Nazm
raat aur din kaise hote hain
us hissa me.n din rahtaa hai
'naavak' ne yuu.n hii likkhaa hai
Navak Hamzapuri
Nazm
ai meri hamdam-o-dam-saz
'ishq me.n tiir-e-malaamat to na.ii baat nahii.n
ahl-e-dil naavak-e-dushnaam se kab Darte hai.n
Bazm Ansari
Nazm
kaDwa sach
naavak-e-ishq kaa ghaayal samjhaa
tum ne sadiyo.n se adhuuraa mujhe tasliim kiyaa
Naseem Nazish
Nazm
ek shauhar ka taaruf
be-muravvat naavak-afgan kaa ko.ii kyaa de nishaan
naam us be-dard kaa mash.huur ab sayyaad hai