SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوحہ"
Nazm MATCHES FOR "نوحہ"
Nazm
nauha
rahne ko sadaa dahr me.n aataa nahii.n ko.ii
tum jaise ga.e aise bhii jaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri bar milo
luT ga.ii shahr-e-havaadis me.n mataa-e-alfaaz
ab jo kahnaa hai to kaise ko.ii nauha kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kah do ki 'aniis' is kaa likhe.n marsiya-e-Gam
jannat se 'dabiir' aa ke pa.Dhe.n nauha-e-maatam
Rais Amrohvi
Nazm
ramaen ka ek sin
haa.n kuchh dino.n to nauha-o-maatam hu.aa kiyaa
aaKHir ko ro ke baiTh rahe aur kyaa kiyaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
unhe.n ko.ii chhaaptaa nahii.n hai
mai.n jab bhii tere firaaq kaa nauha likh ke laa.uu.n
Qateel Shifai
Nazm
tasalsul
sirf lab-doKHt parbat hai.n jahaa.n nauha-kunaa.n
na dar-o-baam na diivaar o dariicha ko.ii
Ahmad Faraz
Nazm
nauha
mujh ko shikva hai mire bhaa.ii ki tum jaate hu.e
le ga.e saath mirii umr-e-guzishta kii kitaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bewa ki KHud-kushi
haa.n magar ik samt ik goshe me.n ko.ii nauhagar
le rahii hai karvaTo.n par karvaTe.n dil thaam kar
Kaifi Azmi
Nazm
ajnabi aurat
chaa.ndnii me.n nauha-KHvaa.n
ajnabii ke dast-e-Gaarat-gar se hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
KHana-ba-dosh
be-zaar zindagii se hai.n piir o javaa.n sabhii
altaaf-e-shahryaar ke hai.n nauha-KHvaa.n sabhii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
apnii yak-tarfa siyaasat ke taqaazo.n ke tufail
ek baar aur tujhe nauha-kunaa.n chho.D ga.e