SEARCH RESULTS
Showing search results for "نگارش"
Nazm MATCHES FOR "نگارش"
Nazm
hamari zaban
tarz-e-nigaarish gar dekh paa.e.n
rah jaa.e.n hairaa.n bahzaad-o-maanii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
sada ba-sahra
ye kis kii vaadii hai ye uu.nT kis ke hai.n
ye kaun zard-nigaarish kaa itnaa shaa.eq hai
Ghalib Ahmad
Nazm
ahsan taqwim
taariiKH-e-junuu.n KHuun se kii ham ne nigaarish
aafaaq hai.n har masnad-e-irshaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
shair ki tamanna
maKHmal saa badan nuqta-o-KHat phuul hai jis kaa
ye tarz-e-nigaarish ki nazar jhuum rahii hai
Asad Rizvi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
bahut dino.n se sitam-diida shaah-raaho.n me.n
nigaar-e-ziist kii ismat panaah Dhuu.nDhtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
iltija-e-musafir
chalii hai le ke vatan ke nigaar-KHaane se
sharaab-e-ilm kii lazzat kashaa.n kashaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
daaman-e-aasmaa.n pe naqsh-o-nigaar
shaana-e-baam par damaktaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
naaKHun kisii nigaar kaa chaa.ndii ke taar par
mizraab-e-aks-e-qaus rag-e-aabshaar par
Josh Malihabadi
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
musaafir-e-rah-e-sahraa-e-zulmat-e-shab se
ab iltifaat-e-nigaar-e-sahar kii baat suno
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nura
vo taskiin-e-dil thii sukuun-e-nazar thii
nigaar-e-shafaq thii jamaal-e-nazar thii