SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹھوکریں"
Nazm MATCHES FOR "ٹھوکریں"
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
hind me.n ittifaaq hotaa agar
khaate Gairo.n kii Thokare.n kyuu.nkar
Altaf Hussain Hali
Nazm
rishwat
baadshaahii taKHt par hai aaj har shai jalva-gar
phir rahe hai.n Thokare.n khaate zar-o-la.al-o-guhar
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
hind me.n ittifaaq hotaa agar
khaate Gairo.n kii Thokare.n kyuu.nkar
Altaf Hussain Hali
Nazm
zaifa
aah ai dukhiyaa ye kaisii paa.emaalii ho ga.ii
Thokare.n khaane ko terii god KHaalii ho ga.ii
Josh Malihabadi
Nazm
muflis
izzat-e-ajdaad ke sar par damaa-dam Thokare.n
rishta-e-aavaaz par lafzo.n kii paiham Thokare.n
Josh Malihabadi
Nazm
baDa shahr aur tanha aadmi
ThanD me.n Thokare.n khaataa musaafir
KHush nasiib hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
ek KHwab aur
dar-ba-dar Thokare.n khaate hu.e phirte hai.n savaal
aur mujrim kii tarah un se gurezaa.n hai javaab
Ali Sardar Jafri
Nazm
mazdur
jaa rahaa hai jaanvar kii tarah ghabraataa hu.aa
haa.nptaa girtaa laraztaa Thokare.n khaataa hu.aa
Seemab Akbarabadi
Nazm
lakDi ka ghoDa
ye khaataa nahii.n Thokare.n raaste me.n
balaa se agar ho ko.ii ii.nT ro.Daa
Unknown
Nazm
uDan se pahle
Thokare.n khaate nahii.n dekh sakuu.ngii
maa.n mai.n kutiyaa to nahii.n jo ek nivaale kii KHaatir
Ateeya Daud
Nazm
front-page
hazaaro.n saal se aurat
hiqaarat gaaliyaa.n aur Thokare.n sahtii rahii hai
Hasan Shahnawaz Zaidi
Nazm
andha
us ko sambhaal letii hai.n har baar Thokare.n
chaltaa hai aur raahguzar dekhtaa nahii.n