SEARCH RESULTS
Showing search results for "پردیس"
Nazm MATCHES FOR "پردیس"
Nazm
falastini bachche ke liye lori
apne KHvaab kii titlii piichhe
duur kahii.n pardes gayaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
shudr kahlaa.e raakshas kahlaa.e
ra.nj pardes ke magar na uThaa.e
Altaf Hussain Hali
Nazm
nama-e-jaanan
ko.ii maqtal ko.ii zindaa.n ko.ii pardes gayaa
chand hii the ki ravish jin kii judaagaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
barsat ki bahaaren
pardesii ne hamaarii ab ke bhii sudh bhulaa.ii
ab ke bhii chhaavnii jaa pardes me.n hai chhaa.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
qaid-e-tanhai
des pardes ke yaaraan-e-qadah-KHvaar ke naam
husn-e-aafaaq, jamaal-e-lab-o-ruKHsaar ke naam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
duur pardes kii be-mehr guzargaaho.n me.n
ajnabii shahr kii benaam-o-nishaa.n raaho.n me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
ye bhii kar dekhaa hai sau baar ki jab raaho.n me.n
des pardes kii be-mahr guzargaaho.n me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dilli teri chhanw…
thaa biij me.n des kaa pyaar ghulaa
pardes me.n kyaa kyaa bel cha.Dhii
Fahmida Riaz
Nazm
diwali
duur pardes kii raaho.n me.n bhaTakte raahii
dil me.n phir yaad tirii aa.ii hai mehmaa.n kii tarah
Qateel Shifai
Nazm
man
pardes me.n ab kaun tujhe yaad karegii
KHat likkhegii na likkhuu.n to fariyaad karegii
Suhail Rashid
Nazm
jhula
duur pardes me.n ham kis ko jhulaa.e.n 'aKHtar'
hasrat-o-yaas kaa paiGaam hai laayaa jhuulaa
Akhtar Shirani
Nazm
barsat ka mausam
kaTtaa nahii.n pardes me.n barsaat kaa mausam
ai naazish-e-kaunain sitam-kesh-o-sitam-gaar