SEARCH RESULTS
Showing search results for "अबदी"
Nazm MATCHES FOR "अबदी"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
har dam abadii raahat kaa samaa.n dikhlaa ke hame.n dil-giir na kar
Akhtar Shirani
Nazm
mere ahd ke hasino
jinhe.n muzmahil dilo.n ne abadii panaah jaanaa
thake-haare qaafilo.n ne jinhe.n KHizr-e-raah jaanaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
funun-e-latifa
maqsuud-e-hunar soz-e-hayaat-e-abadii hai
ye ek nafas yaa do nafas misl-e-sharar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
hayat-e-abadi
زندگاني ہے صدف، قرہ نيساں ہے خودي
وہ صدف کيا کہ جو قطرے کو گہر کر نہ سکے
Allama Iqbal
Nazm
sawan ke mahine
kyaa lamha-e-faanii thaa ki mu.D kar bhii na dekhaa
dii kitnii hii aavaaz hayaat-e-abadii ne
Josh Malihabadi
Nazm
ek alamat
fan ke aadarsh kii ruuh-e-abadii terii hai
maut ye sirf sa.aadat kii hai manTo kii nahii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
ai ruh-e-zindagi
ai avvaliin raushnii kii abadii lau
maut ke a.ndhero.n ko chiirtii hu.ii aa
Mohammad Haneef Rame
Nazm
mahatma-gandhi
musaafir-e-abadii kii nahii.n ko.ii manzil
yahaa.n qayaam kiyaa yaa vahaa.n qayaam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
ek nazar
jis kii aaGosh me.n raqsinda hai
abadii kaif kii duniyaa-e-jamiil
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
shakespeare
kyuu.n tujhe ye abadii nii.nd pasand aa.ii hai
ai ki har lafz tiraa shaan-e-masiihaa.ii hai
Jagan Nath Azad
Nazm
aatish-e-KHamosh
vo dil huu.n ibaarat jo hai nazm-e-abadii se
ik KHuun kaa nuqta huu.n mai.n pur-ma.anii-o-pur-josh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
but-tarash
abadii raahato.n ko sharmaayaa
le ke siimaa-e-huur kii taqdiis
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
mashq
badal jaatii hai.n vo mohabbate.n
jin ke azlii o abadii hone kii qasme.n khaayaa karte the ham
Mohammad Haneef Rame
Nazm
meri maut ke masiha!
abadii KHaamosh hariif!
tum kaa.enaat ke tamaam nuur ke saath shatranj khelte rahe ho