SEARCH RESULTS
Showing search results for "आइना"
Nazm MATCHES FOR "आइना"
Nazm
dosti ka hath
tumhaare aa.ina-KHaane bhii za.ng-aaluuda
mire suraahii o saaGar bhii gard gard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
ye chaa.nd biite zamaano.n kaa aa.ina hogaa
bhaTakte abr me.n chehra ko.ii banaa hogaa
Bashar Nawaz
Nazm
izhaar
apne badle mirii tasviir nazar aa jaatii
tuu ne us vaqt agar aa.ina dekhaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
nala-e-firaq
zarra mere dil kaa KHurshiid-aashnaa hone ko thaa
aa.ina TuuTaa hu.aa aalam-numaa hone ko thaa
Allama Iqbal
Nazm
numaish-e-aligarh
tire husn kaa aa.inaa hai numaa.ish
numaa.ish me.n terii lataafat hai pinhaa.n
Shakeel Badayuni
Nazm
amrita-piritam
zindagii kaa aa.ina ye hai tire fan kaa kamaal
hai udhar hadd-e-falak tak terii parvaaz-e-KHayaal
Om Parkash Bajaj
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
ahd-e-rafta ke bahut KHvaab tamannaa me.n hai.n
aur kuchh vaahme aa.inda ke
Noon Meem Rashid
Nazm
ek bhuli hui yaad
chehro.n kii pahchaan adhuurii rah jaa.e
to yaade.n aa.ina ban jaatii hai.n
Saleem Kausar
Nazm
ek nazm
tuu ki ab tujh se mujhe ko.ii sarokaar nahii.n
ban ke tuu kis ke liye aa.ina-ruu aatii hai
Qateel Shifai
Nazm
mujhe jina nahin aata
apne aap se miltaa huu.n KHvaabo.n ke suhaane aa.ina-ghar me.n
to meraa aks mujh par muskuraataa hai
Bashar Nawaz
Nazm
urmila
agar Galatii se ko.ii aa.ina taariif kar detaa
havaa.e.n jism me.n us ke agar siharan jagaa detii.n
Tripurari
Nazm
ek clerk laDki
aa.ina kis liye hai za.ng-aaluud
phuul kii pa.nkhu.Dii pe sil kyuu.n hai