SEARCH RESULTS
Showing search results for "इशारों"
Nazm MATCHES FOR "इशारों"
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
chashm o abruu ke ishaaro.n me.n mohabbat hogii
nafrat uTh jaa.egii mehmaan muravvat hogii
Ali Sardar Jafri
Nazm
inqalab
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
naya husn
hausle jaag uThe soz-e-yaqii.n jaag uThaa
nigah-e-naaz ke be-naam ishaaro.n ko salaam
Kaifi Azmi
Nazm
numaish-e-aligarh
ishaaro.n se matlab adaa ho rahaa thaa
idhar ishq ke baam-o-dar saj rahe the
Shakeel Badayuni
Nazm
tumne likkha hai
lekin afsos ki ye mujh se nahii.n ho saktaa
tum ne samjhaa na mohabbat ke ishaaro.n kaa mizaaj
Prem Warbartani
Nazm
raqqasa-e-hayat se
sahmii hu.ii sadaa-e-dil-e-naa-tavaa.n na sun
bahkii hu.ii nazar ke ishaaro.n par raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
meri shaeri
mirii shaa.erii intizaaro.n kii duniyaa
mirii shaa.erii hai ishaaro.n kii duniyaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
hum
dast-e-naadiida ke ishaaro.n pe chal rahe hai.n
bichhii hu.ii hai bisaat azal se
Zia Jalandhari
Nazm
bazar
zinda laasho.n ke liye surKH kafan biktaa hai
jhuuTii ulfat ke ishaaro.n pe vafaa raqs kare
Muzaffar Warsi
Nazm
aaj ki baat
chupke chupke hii chaTakne do ishaaro.n ke gulaab
dhiime dhiime hii sulagne do taqaazo.n ke alaav!
Zehra Nigaah
Nazm
bachchon ki sarkar
raashtra bhaashaa ham ishaaro.n ko banaa.e.n
dakhkhin uttar me.n na phir takraar ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
ma.anii kii zambiil phaa.D Daalegaa
aur kazzaab ishaaro.n ke haath qalam kar degaa
Ahmad Javaid
Nazm
siyasat
aur hukuumat ke ishaaro.n pe hamaare Thumke
ye bataate hai.n ki ham bhii hai.n razaa-mand yahaa.n
Raj Kumar Kori Raz
Nazm
targhib
ye ek lamha jo apne haatho.n me.n chaa.nd suuraj liye kha.Daa hai
mujhe ishaaro.n se kah rahaa hai