SEARCH RESULTS
Showing search results for "इस्तिक़बाल"
Nazm MATCHES FOR "इस्तिक़बाल"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
khol aa.nkh zamii.n dekh falak dekh fazaa dekh!
mashriq se ubharte hu.e suuraj ko zaraa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
bulawa
sunaa hai ik nidaa-e-ajnabii baaho.n ko phailaa.e
jo aa.e us kaa istiqbaal kartii hai
Zehra Nigaah
Nazm
massage
ham saada-mizaaj sadiyo.n puraanii mehmaan-navaazii se
aap kaa istiqbaal kare.nge
Zehra Alvi
Nazm
pesh lafz ek mohabbat name ka
mai.n to istiqbaal bhii nahii.n kar saktaa
kisii na.ii aahaT kaa
Nomaan Shauque
Nazm
ho raha hai zikr paiham aam ka
nazm likh kar us ke istiqbaal me.n
kar rahaa huu.n KHair-maqdam aam kaa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
main ek aansu ikaTTha kar raha hun
mire istiqbaal ke liye kha.Dii ho ga.ii thii
mujhe tumhaare kuulho.n kii ma.asuumiyat maar Daalegii
Syed Kashif Raza
Nazm
KHud-saKHta dukh
ghar kii be-tartiibii aur uu.nghtii hu.ii diivaare.n
meraa istiqbaal kartii hai.n
Ali Sahil
Nazm
suno tum waqt jaise ho
hamesha ghar kii nichlii sii.Dhiyo.n par
meraa istiqbaal kartii hai
Arshad Malik
Nazm
shaKHsiyat
biThaa ke kaa.ndhe pe laa.ii thii raat use
shafaq ne ha.ns ke kiyaa thaa istiqbaal
Tabassum Azmi
Nazm
istiqbaal
ubal rahaa hai tarannum chhalak rahii hai sharaab
piyo piyo ki na.e saal kii kiran phuuTii
Akhtar Payami
Nazm
naya prometheus
har qais ne mujh ko ye paiGaam diyaa
ye haal hamesha qaa.em hai is haal kaa istiqbaal nahii.n
Aslam Farrukhi
Nazm
shahr ki galiyan charaghon se bhar gain
mere istiqbaal ke liye maujuud thii
mere KHaak-aaluud ghuTno.n ne
Jawaz Jafri
Nazm
zard aur sabz ka milap
zard rang kaa istiqbaal kiyaa
october ke Dhalte shab-o-roz