SEARCH RESULTS
Showing search results for "इस्तिग़ना-ए-सलमानी"
Nazm MATCHES FOR "इस्तिग़ना-ए-सलमानी"
Nazm
gaurayya tum aa bhi jao
yaade.n kitnii hai.n ye suhaanii
lekin ab to hu.ii.n puraanii
Raza-ul-Rahman Akif Sanbhali
Nazm
naya janm
ik parii aa.ii idhar taKHt-e-sulaimaanii par
jaane kis des u.Daa le ga.ii shahzaade ko
Zubair Rizvi
Nazm
kis se mohabbat hai
qadam par loTtii hai azmat-e-taaj-e-sulaimaanii
azal se mo'taqid hai mahfil-e-nuuraaniyaa.n us kii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bele ke phul
mujh ko hotaa hai gumaa.n dast-e-sulaimaanii ne
qaaf par sotii hu.ii pariyo.n ke par khol diye
Salam Sandelvi
Nazm
dar-o-rasan
paro.n se sar pe humaa kartaa thaa magas-raanii
bajaa us auj pe thaa da.avaa-e-sulaimaanii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
shikwa
ishq ko ishq kii aashufta-sarii ko chho.Daa
rasm-e-salmaan o uvais-e-qaranii ko chho.Daa
Allama Iqbal
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
nasiib ho gayaa kis kis ko qurb-e-sultaanii
mizaaj kis kaa yahaa.n tak qalandaraana rahaa
Mustafa Zaidi
Nazm
shafaq
ye tahayyur-zaa nazaare ye suhaanii rangate.n
kyaa utar aa.ii hai.n garduu.n se zamii.n par jannate.n
Safiya Shamim
Nazm
soch ki sham
jism kaa jas ruup kaa ras kaam kaa kas
zindagii kii ye suhaanii dhuup bahlaatii rahii hai mere man ko
Krishna Mohan
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
tiisraa mushiir
ruuh-e-sultaanii rahe baaqii to phir kyaa iztiraab
Allama Iqbal
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab