SEARCH RESULTS
Showing search results for "ओहदे"
Nazm MATCHES FOR "ओहदे"
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
tum ko parvaana ataa hogaa KHitaab o jaah kaa
tum ko ohde de ke laalach me.n pha.nsaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHuda ki jagah Khaali hai
afsar-e-aalaa ke ohde ke liye
jibra.iil kii darKHvaast par Gaur kar rahaa hai
Aashufta Changezi
Nazm
maut ka dusra nam
rabar kii kisii farm me.n uu.nche ohde pe hai
us ne chehre ko lambaa banaa kar kahaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
mustaqbil
daulat aur ohdo.n ke bal par jo ai.nThe
un logo.n ko mu.nh na lagaayaa mai.n ne kabhii
Habib Jalib
Nazm
Diary
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
qaid-o-hayaat-o-band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
Deepti Mishra
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
na daulat na mahal na sar pe taaj maa.nguu.ngaa
na ohda-o-mansab na ko.ii jaah-o-jalaal
Abu Bakr Abbad
Nazm
KHuda se kalam
ki zamiin ke un tamaam KHudaa.o.n ko radd kartii huu.n
jo apne ohdo.n ke aage
Injila Hamesh
Nazm
ek KHayal
is naa-diidanii se ohda-baraa hone ke liye
varnaa dekhnaa ek ahmaqaana tasavvur hai jise
Ahmad Javaid
Nazm
kya KHabar thi
a.alaa ohdo.n pe ho.nge sab naa-ahl
tang-nazarii athaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
fariyaad (fariyaadi aashna hai)
mire hii naam se ohda milaa hai
mire sadqe me.n in kaa tantana hai
Qaisar Siddiqi
Nazm
dua
na ko.ii 'ohda na kursii na laqab maa.ngaa hai
na kisii KHidmat-e-qaumii kii jazaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
doctor ram babu saksena
muKHtalif mumtaaz ohdo.n se hu.aa jo sarfaraaz
daur-e-KHidmat bhii guzaaraa jis ne baa-sad-ehtishaam