SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़रीब"
Nazm MATCHES FOR "ग़रीब"
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo jis ke andaaz KHusravaana the
aur adaa.e.n Gariib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
us ke zamaane ajiib us ke fasaane Gariib
ahd-e-kuhan ko diyaa us ne payaam-e-rahiil
Allama Iqbal
Nazm
hitch-hiker
aaj is shahr kal us shahr kaa rasta lenaa
haa.e kyaa chiiz Gariib-ul-vatanii hotii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ek pahaD aur gilahri
jo baat mujh me.n hai tujh ko vo hai nasiib kahaa.n
bhalaa pahaa.D kahaa.n jaanvar Gariib kahaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
vo jo Gariib-Gurabaa ke la.Dke pa.Dhaate hai.n
un kii to umr bhar nahii.n jaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kaniz
huzuur chho.Diye hame.n hazaar aur rog hai.n
huzuur jaa.iye ki ham bahut Gariib log hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
nau-jawan se
sharaab khii.nchii hai sab ne Gariib ke KHuu.n se
tuu ab amiir ke KHuu.n se sharaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
roTiyan
bhuuke Gariib dil kii KHudaa se lagan na ho
sach hai kahaa kasii ne ki bhuuke bhajan na ho
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
dard-e-dil-e-Gariib jo sarf-e-bayaa.n hu.aa
KHuun-e-jigar kaa rang suKHan se ayaa.n hu.aa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
zulm aur itnaa ko.ii had bhii hai is tuufaan kii
boTiyaa.n hai.n tere jab.Do.n me.n Gariib insaan kii
Josh Malihabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
sab shaad ho rahe hai.n umda Gariib ka.ngle
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n