SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ुरूब-ए-आफ़्ताब"
Nazm MATCHES FOR "ग़ुरूब-ए-आफ़्ताब"
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
'aaftaab' aaj pha.nsaa jaataa hai phir taa.ir-e-dil
haa.e afsos ki sayyaad kaa jaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
aamad-e-sal-e-nau aur bad-nasib hindi
ai 'aaftaab' dahr kaa shikva hai kyo.n tujhe
hotaa nahii.n hai ko.ii dil-e-be-qaraar kaa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
soz-o-gudaz
'aaftaab' aa ki musiibat ke hai.n aasaar ayaa.n
josh-e-vahshat hai fuzuu.n aur bhii diivaane me.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
muraqqa-e-ibrat
'aaftaab' un kii samajhtaa huu.n hayaat-e-abadii
jo bashar dharm pe sau-jaan se qurbaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
KHizr-e-rah
yaa numaayaa.n baam-e-garduu.n se jabiin-e-jibra.iil
vo sukuut-e-shaam-e-sahraa me.n Guruub-e-aaftaab
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-manzar ki aankh chup hai
vo saarii aa.nkhe.n
Guruub-e-manzar ke daldalo.n me.n dha.nsii hu.ii hai.n
Nisar Nasik
Nazm
mayurka
khulii fazaa kii dhuup vo ki jism saa.nvle kare
butaan-e-aazarii ki mast-e-Gusl-e-aaftaab the
Ahmad Faraz
Nazm
mauj-e-dariya
KHosha-e-parvii.n ki hai shaadaab-e-KHuun-e-aaftaab
paaniyo.n me.n lahlahaataa hai ajab andaaz se
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
hinDola
Guruub-e-mahr me.n ra.ngo.n kaa jaagtaa jaaduu
shafaq ke shiish-mahal me.n gudaaz-e-pinhaa.n se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shuur
Guruub-e-shaam zavaal-e-shab o numuud-e-sahar
tamaam aalam-e-raanaa.ii bazm-e-barnaa.ii