SEARCH RESULTS
Showing search results for "चाहिए"
Nazm MATCHES FOR "चाहिए"
Nazm
tariq ki dua
qabaa chaahiye us ko KHuun-e-arab se
kiyaa tuu ne sahraa-nashiino.n ko yaktaa
Allama Iqbal
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab jo bikhar gae
mirii nazar ko chaahiye vahii charaaG duur kaa
khaTak rahii hai har kiran nazar me.n KHaar kii tarah
Amir Usmani
Nazm
qatil
mujhe mafruur honaa chaahiye thaa
aur mai.n saffaak-qaatil bevafaa KHuu.n-rez-tar mai.n
Jaun Eliya
Nazm
ek darKHwast
zindagii ke naam par bas ik inaayat chaahiye
mujh ko in saare jaraa.em kii ijaazat chaahiye
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ek makDa aur makkhi
Gairo.n se na miliye to ko.ii baat nahii.n hai
apno.n se magar chaahiye yuu.n khi.nch ke na rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
aaj ki raat
aur kyaa chaahiye ab ai dil-e-majruuh tujhe
us ne dekhaa to ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHudaon se kah do
us din suuraj Guruub honaa bhuul jaa.e
ki raushnii ko mere saath dafn nahii.n honaa chaahiye
Kishwar Naheed
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
ko.ii maane na maane magar jaan-e-man
kuchh tumhe.n chaahiye kuchh hame.n chaahiye
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt mere dost
aur na kabhii mere mutaale.e par shak kiyaa
aisaa hii honaa chaahiye dosto.n ko
Sarvat Husain
Nazm
aurat aur namak
mai.n qaid me.n bachche jantii huu.n
jaa.ez aulaad ke liye zamiin khilanDarii honii chaahiye