SEARCH RESULTS
Showing search results for "चुरा"
Nazm MATCHES FOR "चुरा"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo ko.ii chaahne vaalaa tavaaf ko nikle
nazar churaa ke chale jism o jaa.n bachaa ke chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
muflisi
kahtaa hai ko.ii juutii na leve kahii.n churaa
naT-khaT uchakkaa chor daGaabaaz gaTh-kaTaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
jab sach tah-e-teG ho rahaa hai
tum sach se nazar churaa rahe ho
Ahmad Faraz
Nazm
nura
vo ik nurse thii chaara-gar jis ko kahiye
madaavaa-e-dard-e-jigar jis ko kahiye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mohabbat
kabhii kabhii vo nazar churaa kar qariib se mere yuu.n bhii guzraa
ki jaise vo baa-KHabar hai
Obaidullah Aleem
Nazm
taj-mahal
yaa bar-lab-e-jamunaa ko.ii doshiiza nahaa kar
baiThii hai takalluf se adaa.o.n ko churaa kar
Mahshar Badayuni
Nazm
ilm
ilm ba.Dhtaa hai ko.ii us ko ghaTaa saktaa nahii.n
ye vo daulat hai jise ko.ii churaa saktaa nahii.n
Farooq Shakeel
Nazm
saman diwali ka
kisii ne chiiz kisii kisii kii churaa chhupaa haarii
kisii ne gaThrii pa.Dosan kii apnii laa haarii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dilli ki galiyan tin manzar
idhar-udhar sab bhaag rahe hai.n
aur sipaahii aa.nkh churaa kar
Akhtarul Iman
Nazm
eid us pari-wash ki
phuuTii lab-e-naazuk se vo ik shoKH sii laalii
tho.Dii sii shafaq aariz-e-taabaa.n ne churaa lii
Abdul Ahad Saaz
Nazm
main aur meri tanhai
chahal-qadmii karte hu.e vo do saa.e kyaa hu.e
ye lahre.n jin ke paa.nv churaa laa.ii hai.n
Anjum Saleemi
Nazm
charagh jab mera kamra napta hai
hamaare hausle rakhe hu.e hote hai.n
har vafaadaar lamha hame.n churaa le jaataa hai
Sara Shagufta
Nazm
saDak
kamaan jismo.n pe apnii vahshat ke tiir kab se chalaa rahaa hai
naziir nazre.n churaa rahaa hai