SEARCH RESULTS
Showing search results for "जमुना"
Nazm MATCHES FOR "जमुना"
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
jamunaa-jii ke paaT ko dekhaa
achchhe suthre ghaaT ko dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
taj-mahal
allaah mai.n ye taaj mahal dekh rahaa huu.n
yaa pahluu-e-jamunaa me.n ka.nval dekh rahaa huu.n
Mahshar Badayuni
Nazm
hindostan mera
dhiime suro.n me.n ga.ngaa ye giit gaa rahii hai
jamunaa bhii apne mu.nh me.n ye gungunaa rahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
hamara watan dil se pyara watan
vo baaGo.n me.n koyal vo jangal ke mor
vo ga.ngaa kii lahre.n vo jamunaa kaa zor
Chakbast Braj Narayan
Nazm
dilli teri chhanw…
man maaTii jamunaa ghaaT kii thii
par samajh zaraa us kii dha.Dkan
Fahmida Riaz
Nazm
baDa shahr aur tanha aadmi
jamunaa taT par jaise bin maa.njhii ke naav
boat club ke sard paanii me.n jaise
Perwaiz Shaharyar
Nazm
baDa pyara mera hindostan hai
mirii aaGosh me.n jamunaa ravaa.n hai
ba.Daa pyaaraa miraa hindostaa.n hai
Ahmad Wasi
Nazm
mera watan
jahaa.n gangaa jahaa.n jamunaa ravaa.n hai
vahii meraa vatan hindostaa.n hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ganga
jamunaa tirii sahelii go saath kii hai khelii
us me.n magar kahaa.n hai terii sii jaa.n-fazaa.ii
Suroor Jahanabadi
Nazm
dilli pe qurban
suhaanii sub.h jamunaa ke kinaare
KHum-e-aab-e-ravaa.n dillii pe qurbaa.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
taj-mahal
hai kinaare ye jamunaa ke ik shaahkaar
dekhnaa chaa.ndnii me.n tum is kii bahaar