SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़िंदगी-ए-क़फ़स"
Nazm MATCHES FOR "ज़िंदगी-ए-क़फ़स"
Nazm
baghi
ishrat-aabaad imaarat kaa makaa.n to.Duu.ngaa
to.D Daaluu.ngaa mai.n zanjiir-e-asiiraan-e-qafas
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
jahan-e-nau
ye sar-zamii.n ye samundar ye aasmaan na ho
daruun-e-daam-e-qafas meraa aashiyaan na ho
Naim Siddiqi
Nazm
didani thi shikastagi dil ki
KHuun-e-dil ashk karuu.n ashk guhar-taab karuu.n
pas-e-diivaar-e-qafas siina-e-dil chaak karuu.n
Ekram Khawar
Nazm
rihai
dard-o-Gam halqa-e-zanjiir dar-o-baam-e-qafas
kal jo chubhte the vahii KHaar sadaa dete hai.n
Ayaz Bilgrami
Nazm
ek alamat
daastaa.n hogii to manTo kaa qalam likkhegaa
ziist qaanuun o faraamiin-e-qafas ke aage
Mustafa Zaidi
Nazm
wo chup rahne ko kahte hain jo hum fariyaad karte hain
asiiraan-e-qafas se kaash ye sayyaad kah detaa
raho aazaad ho kar ham tumhe.n aazaad karte hai.n
Ram Parsad Bismil
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
hai mizaaj us vaqt kuchh big.Daa hu.aa sayyaad kaa
ai asiiraan-e-qafas mauqa nahii.n fariyaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
rahne me.n kuchh hai 'kaifii' barbaad ho ke rahnaa
kyaa gosha-e-qafas me.n naashaad ho ke rahnaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
faiz-ahmad-faiz ke nam
chaman se kunj-e-qafas tak qafas se daar talak
kahaa.n kahaa.n na ga.ii tere naam kii KHushbuu
Masood Maikash Muradabadi
Nazm
khoe hue zamane
jin ke liye ham ab tak pachhtaa rahe hai.n hamdam
kunj-e-qafas ke andar khaa khaa ke taaziyaane
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
august-1952
ahl-e-qafas kii sub.h-e-chaman me.n khulegii aa.nkh
baad-e-sabaa se va.ada-o-paimaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasrat-e-parwaz
qaid-e-qafas me.n hasrat-e-parvaaz kyuu.n rahe
sayyaad jo u.Daa de na hai baal-o-par kahii.n
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
ek shauhar ka taaruf
ko.ii kyo.n ham-jins ke zulm-o-tashaddud par ku.Dhe
varna ruudaad-e-qafas ham ko sire se yaad hai
Manjhoo Begam Lucknowi
Nazm
KHizan ke phul
ye tangnaa-e-qafas ye siyaasat-e-sayyaad
ye aab-o-gil ke talaatum yeh vus.at-e-barbaad