SEARCH RESULTS
Showing search results for "डालना"
Nazm MATCHES FOR "डालना"
Nazm
lazzat-e-agahi
mire dil me.n aisii haqiiqato.n ne panaah lii hai
ki jin pe ek nigaah Daalnaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
samajh mein kuchh nahin aata
kahaa.n KHema lagaanaa thaa
kahaa.n dariyaa me.n kashtii Daalnaa thii aur kis saahil utarnaa thaa
Noshi Gilani
Nazm
kitna mushkil hai
un saa.ato.n par kamande.n Daalnaa
jinho.n ne mauqa.a paa kar apnii raftaar paka.D lii
Ateequllah
Nazm
shahr
shahr tuu chaa.e me.n shakar Daalnaa bhuul gayaa hai
aur ye tere aa.nsu.o.n kii tarah lag rahii hai
Ain Rashid
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n auzaar us naqab-zan kaa
jo apne ghar kii hii chhat me.n shigaaf Daaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
kitaben
jo miTTii ke sakoro.n kii tarah bikhrii pa.Dii hai.n
gilaaso.n ne unhe.n matruuk kar Daalaa
Gulzar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zindan ki ek subh
nii.nd kii os ne un chehro.n se dho Daalaa thaa
des kaa dard firaaq-e-ruKH-e-mahbuub kaa Gam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mulaqat
sayyaad ne yuu.nhii to qafas me.n nahii.n Daalaa
mash.huur gulistaa.n me.n bahut merii fuGaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
barsat ki bahaaren
maile kuchaile kap.De aa.nkhe.n bhii DabDabaa.ii
ne ghar me.n jhuulaa Daalaa ne o.Dhnii ra.ngaa.ii